Feroun tarikh ka phala hoqomran ta jis nay awan-e-iktadar ki hefazt ka nehayat shandar nezam wahze keya tha.Feroun nay hoqom deya ajj ka bad Israel ka har peda honay wala bacha katal kar deya jai or os k hoqom par bani israel k hazaro bacho ko katal kar deya gaya lakn os ko khabar na thi k wo bacha os k mahal hi main parwarish pa raha tha or akhir kar os ki badashahat khatam ho gai os ki saltanat or wo khud ebrat k neeshan ban gaya....is k bad america dosri qom hy jo samaghti hy k insan ko kabhi mout nahi anni...wo samaghta hn k mout ko rokh sakty hn is leya awan-e-iktadar ko full proof security system banaya hy. Insani jan ki security par 50 arab dollar kharch karty hn.lakin is tamam tar intazam or security k bawajod ak mamoli shaks ki mamoli si golli ka neshana ban jaty hn.
22 nov 1993 ko john eilf ak namalom afrad ki goli k neeshana banain ,Indira gandhi ap nay hi wafadar guard ki goli k neshana bangai thi or Journal zia-ul-haq 17 aug 1987 ko mazi ka qissa bangay... ya chand log nahi hn naslay insani ki tarikh main dunya ka koi security system mout ka rasta nahi rokh sakta ,mout ak dil chasp haqikat hy jab wo anay par ati hy to wo asman say nazil hoti hy ,zameen say phot par ti hy,mashrik ,magib,shumal or jonub sa ati hy.dunya ka koi nezam ,dunya ki koi takat is ko nahi rokh sakhti. Is haqikat ko jantay howa b ajj k insan ghoror karta hy apni takat par ...Hamin ghoror hota hy apni takat par apni banay howa system par ,ghoror kar ta hn apna shahe- sharer ka ... ya wo log hain jo zindagi bhar Branded Branded kar tay hn magar bhol jatay hn Kafan ka koi Brand nahi hota.....
Dunya ka musafer manzel tari qabar hy
Tay kar raha hy jo to,do din ka ya safar hy
Bhol betha hy ajj ka insan ya zindagi ya dunya sab fani hy. Jab say bani hy ya dunya lakho karoro log ai koi raha na baqi , ya Alli shan mahal ,ya Alli shan bangla, ya aysho sa bhari zindagi sab kuch yahi rha jai ga waha kuch kam nahi ai ga . Jis ka pecha hum bhagty hn .bhol bheta hy insan k pata nahi zindagi main kon si bat akhri ho gi kon si rat akhri ho gi pata nahi kuch...saman soo baras ka , pal ki khabar nahi.
.
No comments:
Post a Comment